Tere Darbar Mein Maiya Khushi Milti Hai – Lakhbir Singh Lakkha

Tere Darbar Mein Maiya Khushi Milti Hai
Tere Darbar Mein Maiya Khushi Milti Hai

Tere Darbar Mein Maiya Khushi Milti Hai Lyrics in Hindi from album Pyara Saja Hai Tera Dwar Bhawani. This sung is by Lakhbir Singh Lakkha.We hope you enjoy this song.

Tittle SongTere Darbar Mein Maiya Khushi Milti Hai
Another Love Movie/AlbumPyara Saja Hai Tera Dwar Bhawani
Singer Singer(s)Lakhbir Singh Lakha
Writter LyricsTere Darbar Mein Maiya Khushi Milti Hai
Writter MusicSurinder Kohli
lABEL Music Label T-Series

Tere Darbar Mein Maiya Khushi Milti Hai lyrics in Hindi


तेरी छाया मे,तेरे चरणों मे,
मगन हो बेठु,तेरे भक्तो मे॥॥

तेरे दरबार मे मैया खुशी मिलती है,
जिंदगी मिलती है रौतौ को हँसी मिलती है॥॥

इक अजब सी मस्ती तन मन पे छाती है,
हर इक जुबां तेरे ओ मैया गीत गाती है,
बजते सितारों से मीठी पुकारो से,
गूंजे जहाँ सारा तेरे ऊँचे जयकारो से,
मस्ती मे झूमे तेरा दर चूमे,
तेरे चारो तरफ़ दुनिया ये घुमे,
ऐसी मस्ती भी भला क्या कही मिलती है,
तेरे दरबार मे मैया खुशी मिलती है॥॥

मेरी शेरों वाली माँ तेरी हर बात अच्छी है,
करनी की पूरी है माता मेरी सच्ची है,
सुख दुख बँटाती है अपना बनाती है,
मुश्किल मे बच्चे को माँ ही काम आती है,
रक्छा करती है भक्त अपने की,
बात सच्ची करती उनके सपनो की,
सारी दुनिया की दौलत यही मिलती है,
तेरे दर बार मे मैया खुशी मिलती है॥॥

रोता हुआ आये जो हँसता हुआ जाता है,
मन की मुरादो को वो पाता हुआ जाता है,
किस्मत के मारो को रोगी बीमारों को,
करदे भला चंगा मेरी माँ अपने दुलारौ को,
पाप कट जाये चरण छूने से,
महकती है दुनिया माँ धुने से,
फ़िर तो माँ ऐसी कभी क्या कही मिलती है,
तेरे दरबार मे मैया खुशी मिलती है॥॥

Tere Darbar Mein Maiya Khushi Milti Hai lyrics in English


Teri chhaya mein tere charanon mein
Magan ho baithoon tere bhakto mein

Tere darbaar mein maiya khushi milti hai
Tere darbaar mein maiya khushi milti hai
Zindgi milti hai roton ko hansi milti hai
Tere darbaar mein

Ek ajab si masti tan man pe chhati hai
Ek ajab si masti tan man pe chhati hai
Har ik juban tere o maiya geet gati hai
Bajte sitaron se meethi pukaro se
Bajte sitaron se meethi pukaro se
Goonje jahan sara tere unche jaykaro se
Masti mein jhoome tera dar choome
Tere chaaro taraph duniya ye ghume
Aisi masti bhi bhala kya kaheen milti hai
Aisi masti bhi bhala kya kaheen milti hai
Zindgi milti hai roton ko hansi milti hai
Tere darbaar mein

Meri sheron wali maa teri har baat achchhi hai
Meri sheron wali maa teri har baat achchhi hai
Karni ki poori hai mata meri sachchi hai
Sukh-dukh bantati hai apna banati hai
Sukh-dukh bantati hai apna banati hai
Mushkil mein bachche ko maa hi kaam aati hai
Raksha karti hai bhakt apane ki
Baat sachchee karatee unake sapano ki
Saari duniya ki daulat yahi milti hai
Zindgi milti hai roton ko hansi milti hai
Tere darbaar mein

Rota hua aaye jo hansta hua jata hai
Rota hua aaye jo hansta hua jata hai
Man ki murado ko vo pata hua jata hai
Man ki murado ko vo pata hua jata hai
Kismat ke maaro ko rogi beemaron ko
Kismat ke maaro ko rogi beemaron ko
Karde bhala changa meri maa apne dularau ko
Paap kat jaye charan chhoone se
Mahakti hai duniya maa dhune se
Phir to maa aisi kabhi kya kaheen milti hai
Phir to maa aisi kabhi kya kaheen milti hai
Tere darbaar mein maiya khushi milti hai
Tere darbaar mein maiya khushi milti hai

Tere darbaar mein maiya khushi milti hai
Tere darbaar mein maiya khushi milti hai
Tere darbaar mein maiya khushi milti hai
Tere darbaar mein maiya khushi milti hai…

Video

See this also

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *