Roz Sham Aati Thi Lyrics in Hindi from the Movie Imtihan sung by Lata Mangeshkar. The song is written by Majrooh Sultanpuri and the music was composed by Laxmikant-Pyarelal. Starring Tanuja and Vinod Khanna.
Song | Roz Sham Aati Thi |
Movie/Album | Imtihan |
Singer(s) | Lata Mangeshkar |
Lyrics | Majrooh Sultanpuri |
Music | Laxmikant-Pyarelal |
Music Label | Saregama Music |
Roz Sham Aati Thi Lyrics in Hindi
लाला लाला लाला लाला लाला
ला लाला आआ आआ आ
रोज़ शाम आती थी
मगर ऐसी ना थी
रोज़ रोज़ घटा छाती थी
मगर ऐसी ना थी
रोज़ शाम आती थी
मगर ऐसी ना थी
रोज़ रोज़ घटा छाती थी
मगर ऐसी ना थी
ये आज मेरी जिंदगी में कौन आ गया..
रोज़ शाम आती थी
मगर ऐसी ना थी
रोज़ रोज़ घटा छाती थी
मगर ऐसी ना थी
डाली में ये किसका हाथ
कर इशारे बुलाये मुझे
डाली में ये किसका हाथ
कर इशारे बुलाये मुझे
झूमती चंचल हवा
छुके तन गुदगुदाये मुझे
होले होले धीरे धीरे कोई गीत मुझको सुनाये
प्रीत मन में जगाये
खुली आँख सपने दिखाये
दिखाये दिखाये दिखाये
खुली आँख सपने दिखाये
ये आज मेरी जिंदगी में कौन आ गया..
रोज़ शाम आती थी
मगर ऐसी ना थी
रोज़ रोज़ घटा छाती थी
मगर ऐसी ना थी
अरमानों का रंग है
जहाँ पलकें उठती हूँ मैं
अरमानों का रंग है
जहाँ पलकें उठती हूँ मैं
हँस हँस के है देखती
जो भी मूरत बनाती हूँ मैं
जैसा कोई मोहे छेड़े जिस और भी जाती हूँ मैं
जगमगाती हूँ मैं
दीवानी हुई जाती हूँ मैं
दीवानी दीवानी दीवानी
दीवानी हुई जाती हूँ मैं
ये आज मेरी जिंदगी में कौन आ गया..
रोज़ शाम आती थी
मगर ऐसी ना थी
रोज़ रोज़ घटा छाती थी
मगर ऐसी ना थी
आआ आ आ
हम्म हम्म..
मगर ऐसी ना थी
हम्म हम्म..
मगर ऐसी ना थी
Roz Sham Aati Thi Lyrics in English
Lala lala lala lala lala
La lala aaaa aaaa aa
Roz shaam aati thi
Magar aisi na thi
Roz roz ghataa chhaati thi
Magar aisi na thi
Roz shaam aati thi
Magar aisi na thi
Roz roz ghataa chhaati thi
Magar aisi na thi
Ye aaj meri zindagi mein kaun aa gaya..
Roz shaam aati thi
Magar aisi na thi
Roz roz ghataa chhaati thi
Magar aisi na thi
Daali mein ye kiska haath
Kar ishaare bulaye mujhe
Daali mein ye kiska haath
Kar ishaare bulaye mujhe
Jhumti chanchal hawaa
Chhuke tan gudgudaye mujhe
Haule haule dhire dhire koi geet mujhko sunaye
Prit mann mein jagaye
Khuli aankh sapne dikhaye
Dikhaye dikhaye dikhaye
Khuli aankh sapne dikhaye
Ye aaj meri zindagi mein kaun aa gaya..
Roz shaam aati thi
Magar aisi na thi
Roz roz ghataa chhaati thi
Magar aisi na thi
Armaanon ka rang hai
Jahan palkein uthati hun main
Armaanon ka rang hai
Jahan palkein uthati hun main
Hans hans ke hai dekhti
Jo bhi murat banati hun main
Jaise koi mohe chhede jis aur bhi jaati hun mai
Jagmagaati hun main
Diwaani hui jaati hun main
Diwaani diwaani diwaani
Diwaani hui jaati hun main
Ye aaj meri zindagi mein kaun aa gaya..
Roz shaam aati thi
Magar aisi na thi
Roz roz ghataa chhaati thi
Magar aisi na thi
Aaaa aa aa
Hmm hmm..
Magar aisi na thi
Hmm hmm..
Magar aisi na thi