Maine Tere Liye Lyrics in Hindi from the movie Anand (1971) sung by Mukesh. The song is written by Gulzar and the music is composed by Salil Choudhury. It stars Rajesh Khanna, Amitabh Bachchan, Sumita Sanyal, Ramesh Deo, and Seema Deo.
Song | Maine Tere Liye |
Movie/Album | Anand (1971) |
Singer(s) | Mukesh |
Lyrics | Gulzar |
Music | Salil Choudhury |
Music Label | Saregama India Ltd. |
Maine Tere Liye Lyrics in Hindi
मैंने तेरे लिये ही सात रंग के सपने चुने
सपने सुरीले सपने
मैंने तेरे लिये ही सात रंग के सपने चुने
सपने सुरीले सपने
कुछ हँस के कुछ ग़म के
तेरी आँखों के साए चुराए
रसीली यादों ने
ओ मैंने तेरे लिये ही सात रंग के सपने चुने
सपने सुरीले सपने
छोटी बातें
छोटी छोटी बातों की है यादें बड़ी
भूले नहीं बीती हुई एक छोटी घड़ी
छोटी बातें छोटी छोटी बातों की है यादें बड़ी
भूले नहीं बीती हुई एक छोटी घड़ी
जनम जनम से आँखें बिछाईं
तेरे लिये इन राहों में
ओ मैंने तेरे लिये ही सात रंग के सपने चुने
सपने सुरीले सपने
भोले भाले
भोले भाले दिल को बहलाते रहे
तन्हाई में तेरे ख़यालों को सजाते रहे
भोले भाले भोले भाले दिल को बहलाते रहे
तन्हाई में तेरे ख़यालों को सजाते रहे
कभी कभी तो आवाज़ देकर
मुझको जगाया ख़्वाबों ने
ओ मैंने तेरे लिये ही सात रंग के सपने चुने
सपने सुरीले सपने
Maine Tere Liye Lyrics in English
Maine tere liye hi saat rang ke sapne chune
Sapne sureele sapne
Maine tere liye hi saat rang ke sapne chune
Sapne sureele sapne
Kuchh hanste, kuchh gham ke
Teri aankhon ke saaye churaye raseeli yadon ne
O maine tere liye hi saat rang ke sapne chune
Sapne sureele sapne
Chhoti batein!
Chhoti chhoti baton ki hain yadein badi
Bhoole nahi beeti hui ek chhoti ghadi
Chhoti batein!
Chhoti chhoti baton ki hain yadein badi
Bhoole nahi beeti hui ek chhoti ghadi
Janam janam se ankhein bichhayin
Tere liye in rahon mein
O maine tere liye hi saat rang ke sapne chune
Sapne sureele sapne
Bhole bhaale!
Bhole bhaale dil ko behlaate rahe
Tanhayi mein tere khayaalon ko sajaate rahe
Bhole bhaale!
Bhole bhaale dil ko behlaate rahe
Tanhayi mein tere khayaalon ko sajaate rahe
Kabhi kabhi to awaz dekar
Mujhko jagaya khwaabon mein
O maine tere liye hi saat rang ke sapne chune
Sapne sureele sapne
Roothi raatein!
Roothi hui raaton ko manaaya kabhi
Tere liye meethi subah ko bulaya kabhi
Roothi raatein!
Roothi hui raaton ko manaaya kabhi
Tere liye meethi subah ko bulaya kabhi
Tere bina bhi, tere liye hi
Diye jalaaye raahon mein